Ulama e Deoband (Hazrat Maulana Zakariyya Rh.) Par Aiteraaz (ke (Nauzbillah) Fazail e Amaal Likhte Waqt Aap Pagal The.) Ka Jawaab.
Shaikhul Hadees Maulana Zakariyya Rah Ne Fazail E Amaal Ki Alag Alag Kutub Ko Alag Alag Waqt Me Likha Hai Unme Se Ek Kitab Hikaayat E Sahaba Raz. Ke Naam Se Likhi Hai Jisme Sahaba Ke Imaan o Afroz Waqiaat O Deen E Islam Ke Liye Unki Qurbaaaniyon Ka Zikr Hai.
Ab Kya Ghair Muqallideen Tehqeeq Ki Maala Japte Rehte Hain Magar Wo Tehqeeq Karte Nahi Aaj Ke Mullaon Ki Andhi Taqleed Karte Hain.
Ghair Muqallid Aalim Meraj Rabbani Ne Jisko Quran Saheeh Padhna Nahi Aata Aur Apni Hamesha Ki Tarah Behuda Zaban O Jahalat Ka Namoona Dete Hue Kaha Ke " Unka Dimagh Kharab Hogaya Tha " Ab Meraj Rabbani Ke Andhe Muqallido Ne Har Jagah Shor Machana Shuru Kiya Aur Kehne Lage Ke Fazail E Amaal Likhte Waqt Shaikhu Hadees Rah. Ka Dimagh Kharab Tha (Naoozu Billah).
Wajeh Kya Thi Khud Shaikhul Hadees Rah Ne Apni Aap Beeti Me Likhi Hai Ke Unhe ***Nakseer*** Hogayi Thi Aur Khoon Bhot Ziada Beh Gaya Tha.
Scan Page :
Ye Hai Bimari Aur In Jhooto Aur Farebiyo Ne Khayanat Kardi Sirf Bughz O Keena Ki Wajjeh Se.
Ab Doosri Aur Sabse Badi Khayanat Ye Ki Ke Fazael E Amaal (Jo Bhot Si Kitabo Ka Majmua Hai Us) Ka Pehla Part Hikayat E Sahaba (Raz) Hai Uske Preface Ko Poori Kitab Par Fit Kardiya.
Propaganda Karte Hai ke Nauzbillah "Shaik Sahaab Fazail e Amaal Likhte Waqt Pagal Hogaye The "
Haalanke Har Part Alag Alag Waqt Par Likhi Gayi Thi, Aur Sehat Mandi Ki Halat Me Likhi Gayi Thi, Jo Ap Log Khud Har Ek Part (Baab) Ke Starting Me Muqaddma Me Padh Sakte Hain:
Hikayat E Sahaba Ko 12 Shawwal 1357 Hijri Me Likha Hai :
Scan Page :
———————————–
Fazail E Quran- Zilhijjah, 1348
Scan Page :
Fazail E Namaz -Muharram, 1358
Scan Page :
Fazail E Zikr – Shawwal 1358
Scan Page :
Fazail E Darood – Zil Hijjah 1360
Scan Page :
Fazail Tableegh – Safar, 1350
Scan Page :
Fazail Ramazan – Ramazan, 1349 Hijri Me Likhe Gaye.
————————————————
Aur Ta-ajjub ki Baat hai ke Jo Baab Marz Ki Halaat Likha gaya hai Yaani Hikayat E Sahaba Rdh. .uspar Ghair Muqallideen ne koi Aiteraaz Nahi Kiya.
Aur Allah Paak se Dua Hai ke Allah Tala Jhooton Aur Farebiyo Se Hum Tamam Musalmano Ko Bachaye, Aur Hum Sab Ko Nek Taufeeq Ata Farmaye Aur Deen Ke Kaam Se Marte Dam Tak Jode Rakhe.
Ameen.

No comments:
Post a Comment