Baaz logo ne ilm e ghaib aur kashf wa karamaat ke darmiyaan khalat malat karke unko ek bataane unko ek bataane ki koshish ki hai.
Halaanke ilm e ghaib ka kashf ke saat sire se koi talluq hi nahi hai.
Ilm e ghaib aur kashf wa karamaat 2 alag alag haqiqate hai.jiska iqraar aur aiteraaf ahed e nabawi SAW ,sahaba rdh wa tabien rhm. Aur salaf e ummat se chala aaraha hai ke wo buzurgo se khilaaf e aadat , ghaibi umoor (cheezo) par ittelaa ko ba-taur kashf wa karamaat ko durust aur haq kehte wa maante hai.
Lekin aaj kal ke ghair muqallideen hazraat kashf wa ilm e ghaib ko ek bataakar buzurgaan e deen par kufr ka fatwa lagaa rahe hai.
Halaanke Kashf ke zaahir hone me bande ka koi dakhal nahi hota…..kashf allah tala ka fail hai yaani kashf allah ke hukum hota hai lekin wo zaahir karta hai apne bando me se jisko chaahiye us par.
Aur Kashf Aur Ek Cheez aur Ilm e Ghaib aur hai.
Yahi wajah hai ke salaf ne bhi kashf aur ilm e ghaib ko alag alag bataaya hai.chunaanche
1 – Alama Aalusi Rh. Likhte hai :
أنه يجوز أن يطلع الله تعالى بعض أصفيائه على إحدى هذه الخمس ويرزقه عز وجل العلم بذلك في الجملة وعلمها الخاص به جل وعلا ما كان على وجه الإحاطة والشمول لأحوال كل منها وتفصيله على الوجه الأتم ، وفي «شرح المناوي الكبير للجامع الصغير» في الكلام على حديث بريدة السابق خمس لا يعلمهن إلا الله على وجه الاحاطة والشمول كلياً وجزئياً فلا ينافيه اطلاع الله تعالى بعض خواصه على بعض المغيبات حتى من هذه الخمس لأنها جزئيات معدودة
Jiska Khulaasa yeh hai ke yeh jayez hai ke allah tala apne baaz bando ko in 5 umoor (e ghaibyya) me se kisi par muttela karde.
Aage Allama Aalusi Farmaate hai ke Jaame Sagheer me
2 – Allama Manaawi Rh. farmaate hai ke……..(Pura Pura aur Kaamil wa Mukammal) ilm Sirf Allah ko hai aur yeh uske munaafi nahi hai ke Allah tala Apne Baaz Khaas Bando ko in Panch (Umoor e Ghaibiya) me se Baaz Ghaib ki Cheezo par Muttela Karde…..
(Tafseer e Ruhul Ma’ani : Jild 21 : Safa 112 , Sureh Luqmaan : 34)
Scan Page :
3 – Mulla Ali Qari Rh. Ghaib ki Tafseel Bayaan karte huwe Farmaate hai ke
فلأن للغيب مبادي ولواحق فمباديه لا يطلع عليه ملك مقرب ولا نبي مرسل وأما اللواحق فهو ما أظهره الله على بعض أحبائه لوحة علمه وخرج ذلك عن الغيب المطلق وصار غيبا إضافيا وذلك إذا تنور الروح القدسية وازداد نوريتها وإشراقها بالإعراض عن ظلمة عالم الحس وتحلية مرآة القلب عن صدأ الطبيعة والمواظبة على العلم والعمل وفيضان الأنوار الإلهية حتى يقوى النور وينبسط في فضاء قلبه فتنعكس فيه النقوش المرتسمة في اللوح المحفوظ ويطلع على المغيبات
………Apne Ilm ki Jhalak Allah Tala Apne Baaz Mehboob Bando par Zaahir kartahai.Yeh Ghaib e Mutlaq ki Madad se Khaarij Ho kar Ghaib e Izaafi ki Madad me Daaqil hojaata hai…..
(Mirqaat : Jild 1 : Safa 123-124)
Scan Page :
4 – Imam Ibn Qayyim Rh. “ فصل وَالْفرق بَين الفراسة وَالظَّن “ me Farmaate hai ke
وَلَيْسَ هَذَا من علم الْغَيْب
Kashf Ilm e Ghaib Nahi hai.
(Kitaab ur Ruh : Safa 670)
Scan Page :
In Mufassireen wa Muhaddiseen ki Tasreehaat se Saaf Maloom hota hai Balke Imam Ibnul Qayyim Rh. ne do Tok Ahlaan Kiya hai ke Kashf Ilm e Ghaib nahi hai.
Pas Jo Log Kashf ko Ilm e Ghaib Kehte hai Wo Apne Jehalat ka Saboot De Rahe hai.